Farming Kya Hai ?

 Farming kya hai?  

Pharming ek aisi taknik Hai jiski help Se vahi Puri duniya chalti Hai, pharming yani कृषि hamare Desh Ke Sath Puri duniya ki mahatvpurn bhumika hai, pharming ek aisi taknik Hai jiski help se Manav manushya apne liye khana masale daal chawal roti janvaron ke liye pashu aahar vagaira sab kuchh banata hai, kheti karna Paisa nahin Hai yah ek mahatvpurn bhumika hai 

Farming ka Arth-

Pharming ka normal Shabd Mein Arth hota hai kheti karna ya fasal ko ugana , pharming karne ke liye sabse pahle hamen khet ko jotana padta hai FIR uske bad khet Ko ek bar aur jodna padta hai aur khet ke acche se jutaai karne ke bad khet ko acche se ready karke uske andar fasal ko boya jata hai aur FIR fasal ke hisab Se usko time time per Pani pilaya jata hai aur usmein avashyakta anusar davaiyan vagaira Dal kar bhai fasal ko taiyar kiya jata hai aur FIR last Mein fasal ko harvesting karke kata jata hai aur use bechkar bhai Paisa milta Hai jiski help se bhai arthik sthiti sudharti hai aur Kisan ka Vikas hota Hai. 

Farming ke prakar-


Bhai pharming anek tarah ki hoti hai, jaise ki vyavsay kheti, jaivik kheti, pashupalan ke liye kheti, bhai iske alava bhi bahut sari khetiyan hoti ,hai aur bhai अलग-अलग kheti ke अलग-अलग fayde Hain. 

Farming ke liye avashyak tatv-


Bhai pharming karne ke liye sabse avashyak sabse pahle Bhumi FIR uske bad, jal , aur iske alava avashyak bij aur bij Ke alava bhi bhai khet Mein dalne ke liye khad aur mitti ki upjau kshamta banae rakhne ke liye khad dalna padta hai aur bhai bahut sari takniki alava bhi hamen bahut sari mehnat sharm bhi lagana padta hai tab jakar bhai ek Safal pharming hoti hai.






Post a Comment

0 Comments