Chane ki kheti kaise karen?

 Chane ki kheti kaise karen?

Chana jise angreji mein chickpea ya gram kaha jata hai-aur yah mukhyatah Rabi ki fasal hai,aur yah sabse jyada Bharat mein ugai jaati Hai.

Niche chane ki kheti karne ki sampurn jankari Di gai hai:-


1. Jalvayu aur chane ki kheti karne ka Kshetra-

•Mausam:-sardiyon Mein Thanda Mausam aur Sukha Mausam sabse achcha hota Hai. 

•temperature (तापमान):-temperature 20 degree Celsius se 25 degree Celsius ke bich Mein Thanda rahana chahie. 

•rain(वर्षा):-61-100 sentimeter Varsha wale Kshetra iske liye achhe rahte hain.

•upyukt Kshetra-domat mitti aur Kali mitti jismein jal nikaasi acchi Ho.


2. Bich ki preparation aur iski types-

•Beej -70 se 110 kilogram prati hectare aur iske alava (kism per nirbhar karta hai).

•Major Varieties :-
•Desi Chana:- Jaise-11,pusa-256

•kabuli chana(काबुली चना):-pusa-1105

•vishal chana:-


3.Beej Upchar:-


•Buvai se pahle beej ka acchi tarike se upchar kar le.

•aur uske bad rhizobium culture se upchar Karen taki nitrogen starikaran acche se badh sake.

4. Bhumi ki taiyari (land preparation):-

•Apne Khet ki ek Do bar acchi tarike se jutaai kar leve. 

•iske bad rotawaiter ki help se Khet ki mitti ko samtal karne ke bad, Hira ki help se Khet Mein Kya Riya banaa leve 

•Khet samtal aur jal nikaasi wala hona chahie yah jaruri hai.

5. Buvai ka Sahi samay aur uski Puri vidhi:-

•samay:- yah ek Rabi ki fasal Hai To iski October ke Madhya ya FIR November Tak iski buvai kar le.

•vidhi:-kya Riya Banakar ya FIR ek sidh mein iski buvai Karen.

6. Sinchai tarika:-

•buvai karne ke just bad ek bar iski sinchai Karen. 

•phool aate time is fasal ki sinchai Karen. 

•teen bar se adhik isko na pilaen. Adhik sinchai na Karen aur Rog se isko bachaye. 


7. Khad aur urvarak ki Matra:-

•gobar ki khad 5 se 20 tan prati hectare Khet taiyar karte samay dalen. 

•dap ya npk:-


•nitrogen 2025 kilogram prati hectare 

•Phosphorus 40 se 60 kilogram prati hectare dalen 

• aur agar yadi Rog a jata Hai To Rog se related davaiyan dalen. 


8. Katai aur utpadan:-

•jab Patiya pili pad jaaye aur fali sukhne Lage tab iski katai karna start kar de. 

•iski utpadan  kshamta 5-6 kuntal prati biga.


•chane ki fasal ke Labh aur fayde:-

• kam Pani Mein acchi upaj Ho jaati Hai.
•yah mitti ki uroora Shakti Ko badhata Hai. 
•bajar Mein acchi khasi kimat mil jaati Hai. 
•pashu chare ke liye bhi yah upyogi hai iska (chana bhusa ).




Post a Comment

0 Comments