Farming ke liye avashyak tatv?
Bharat ek krishi Pradhan Desh Hai ,jiski aadesi jyada jansankhya kheti per nirbhar hai,
Bahut sare log Apne palan poshan ke liye kheti karte Hain, kheti karne ke liye aapko bahut sara avashyak tatvon ki jarurat hoti hai jismein se sabse pahle aapko Bhumi ki avashyakta hoti hai,
Aur FIR use Bhumi Mein kheti karne ke liye aapko ek Sahi fasal ka chayan karna padta hai, Sahi fasal ka chayan karne ke bad aapko use fasal ka bij acche se saaf suthra karna padta hai, aur FIR uske bad khet ko tractor ki help se acche se uski jutaai vagaira ki jaati Hai, aur FIR uske bad use bich ko khet Mein lagaya jata hai, aur use bich ko bada karne ke liye aapko usmein bahut sari mehnat karni padati hai bahut sare labour chahie,
Kheti karne ke liye sabse pahle aapko Bhumi chahie FIR is Bhumi Mein kheti karne ke liye aapko bich ki jarurat padati hai FIR uske bad use bich ka ankuran use bich ko boya jata Hai khet Mein khet ko bich Mein boye jaane ke bad aapko jal ki avashyakta Hoti Hai jal Ke साथ-साथ aapko bahut sare khadya bich ki avashyakta bhi padati hai jaise ki desi khad jaivik khad vagaira bahut sare khado kya aapka avashyakta padati Hai
Aur iske alava bhai Surya ka Prakash, aur acchi khasi mitti,jiski help se bhai paudhe apna bhojan Nirman karte hi aur apni fasal acchi hoti hai


0 Comments