Farming ke prakar.

 Farming ke prakar-

Kheti Ke char tarike hote Hain aur bhai Charon tarikon Mein अलग-अलग tarike se kheti ki jaati Hai, jo ki bhai aapke samne nimn hai. 

1.Organic farming-

Yah kheti jaivik tarike Se ki jaati Hai ismein rasayanik khad Daud kitnashakon ka prayog nahin kiya jata hai rasayanik khador kitnashakon ki jagah jaivik khado Jaise gobar ki khad Neem aadharit Kitna score varmi compost aadi ka prayog Kiya jata Hai yah paryavaran Ke liye bhi bahut hi sahi hai iska upyog karne se koi bhi bimari vagaira nahin Hoti aur kheti bilkul jaivik tarike se natural tarike Se Hoti Hai. Aur iski vajah se kheton ki upjau mrada ki limit Kam nahin Hoti Hai. Bhumi banjar nahin Hoti Hai. 

2.Traditional Farming-

Is kheti Mein Kisan paramparik tarike se kheti karte Hain, vah tractor vagaira ka use nahin karte, vah paramparik tarike se kheti karte hue BEL HAL ho aur iske alava Jo Apne desi bij hote hain unka upyog karte Hain, aur paramparik tarike se khet ki nind I Judaai vagaira karte hain aur rasayanik kitnashakon ka prayog bahut hi kam Matra mein kiya jata hai, aur is kheti ko karne mein bahut hi sukun ki prapti hoti hai. 

3.mixed farming-

Is wali pharming mein kisanon dwara अलग-अलग prakar ke faslon ki kheti ki jaati Hai, Kisan ek hi time per अलग-अलग parson ki kheti karta hai, bhai ise mishrit kheti kahate Hain. 

4.Commercial farming-

Is wali kheti mein bahut hi bade level per machinon vagaira ka use hota Hai. 
Machinen Jaise tractor trolley aise bahut sare machinon ka use Kiya jata hai, is kheti Mein hybrid bijon aur rasayanik khadon Ke साथ-साथ अलग-अलग takniki chijon ka upyog Kiya jata hai, is kheti ko karne ka aur koi uddeshy nahin hai is kheti ko karne ka sirf yah uddeshy ki ismein profit aur utpadan achcha hona chahie.

5.Artificial cultivation-

Yah kheti Puri tarike se Manav dwara ki jaati Hai is kheti mein kisi bhi prakar ki jaivik chij ka upyog nahin kiya jata Hai ismein rasayanik khadon tractor machinon vagaira Aaj hi ka upyog Kiya jata, koriya kheti Puri tarike se Manav dwara ki jaati Hai.

             





Post a Comment

0 Comments